Kaho Kya Khayal Hai Lyrics

Kaho Kya Khayal Hai LyricsKahoNaaKaho kya khayal hai lyrics youtube

Kaho Kya Khayal Hai Lyrics

dhadkano ki taal baaje
saanso ka ek tara
aangan mein sajaye baithe
sooraj, chanda, taara
dhadkano ki taal baaje
saanso ka ek tara
aangan mein sajaye baithe
sooraj, chanda, taara
chalo baant le hum zindagi
zara aaj yu kar le
kaho kya khayal hai
ik jahan chota sa apna
ik jahan tumhara
muskaan chahe meethi ho
ya aansu ek khara
chalo baant le gham aur khushi
thodi guftgu kar le
kaho kya khayal hai
aap se do baat kar le
yaadon ko jebo mein bhar le
aaye hain hum kuch dino ke baad
yaaron ki saubat mein aake
dheere se kuch gunguna ke
yuhin kat jaate hain din aur raat
muthi mein tum bhinch lana sawan hara
ek dhanak tum bhi tod lana falak se zara
batti batti baant lenge kiranon ka katra
ik sikka dhoop humse lena agar kam laga
betuk hi bematlab hans le hum
kyun na is lamhe mein
haan jee le hum
chalo baant le hum zindagi
zara aaj yu kar le
kaho kya khayal hai
dhadkano ki taal baaje
saanso ka ek tara
aangan mein sajaye baithe
sooraj, chanda, taara
chalo baant le hum zindagi
zara aaj yu kar le
kaho kya khayal hai
aap se do baat kar le
yaadon ko jebo mein bhar le
aaye hain hum kuch dino ke baad
yaaron ki saubat mein aake
dheere se kuch gunguna ke
yuhin kat jaate hain din aur raat

  1. Lyrics for Haal Kaisa Hai by Asha Bhosle. Haal kaisa hai janaab ka Kya khayal hai aapka Tum to machal gaye, ho ho ho Yun hi fisal ga.
  2. Lyrics of Suno Suno, Kaho Kaho from movie Hum To Mohabbat Karega-2000 Lyricals, Sung by,Hindi Lyrics,Indian Movie. Ooo, Tan Mann Aapka Hai Sanu: Sabh Ye Janaab Ka Hai Alka: Kya Hai Khayal Tera Sanu: Yehi Hai Sawal Mera Abh Koi Inqaar Mushkil Ho Gaya Sanu: Haye Tera Dil Mera Dil Ho Gaya Main To Samjha Mera Hi Naseeb So Gaya Alka: Haye Tera.

Kaho Kya Khayal Hai Lyrics Meaning

Kya Khayal Hai Lyrics The Dewarists Zebunnisa Bangash, Haniya, Shantanu Moitra, Swanand Kirkire Lyrics. Kya Khayal Hai is a song from the album/film “The Dewarists. This song is sung by Zebunnisa Bangash, Haniya, Shantanu Moitra, Swanand Kirkire. Its music is composed by Shantanu Moitra. And the lyrics are penned.